Friday 24 June 2011

Shiva Chalisa

Jai Ganesh Girija SuvanMangal Mul Sujan 1

Kahat Ayodhya DasTum Dey Abhaya Varadan 2

Jai Girija Pati Dinadayala Sada Karat Santan Pratipala 3

Bhala Chandrama Sohat Nike Kanan Kundal Nagaphani Ke 4

Anga Gaur Shira Ganga Bahaye Mundamala Tan Chhara Lagaye 5

Vastra Khala Baghambar Sohain Chhavi Ko Dekha Naga Muni Mohain 6

Maina Matu Ki Havai Dulari Vama Anga Sohat Chhavi Nyari 7

Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari Karat Sada Shatrun Chhayakari 8

Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise Sagar Madhya Kamal Hain Jaise 9

Kartik Shyam Aur Gana rauo Ya Chhavi Ko Kahi Jata Na Kauo 10

Devan Jabahi Jaya Pukara Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara 11

Kiya Upadrav Tarak Bhari Devan Sab Mili Tumahi Juhari 12

Turata Shadanana Apa Pathayau Luv nimesh Mahi Mari Girayau 13

Apa Jalandhara Asura Sanhara Suyash Tumhara Vidit Sansara 14

Tripurasur Sana Yudha Machai Sabhi Kripakar Lina Bachai 15

Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari Purahi Pratigya Tasu Purari 16

Darpa chod Ganga thabb Aayee Sevak Astuti Karat Sadahin 17

Veda Nam Mahima Tav Gai Akatha Anandi Bhed Nahin Pai 18

Pragati Udadhi Mantan te Jvala Jarae Sura-Sur Bhaye bihala 19

Mahadev thab Kari Sahayee, Nilakantha Tab Nam Kahai 20

Pujan Ramchandra Jab Kinha Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinhi 21

Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari Kinha Pariksha Tabahin Purari 22

Ek Kamal Prabhu Rakheu goyee Kushal-Nain Pujan Chahain Soi 23

Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var 24


Jai Jai Jai Anant Avinashi  Karat Kripa Sabake Ghat Vasi 25

Dushta Sakal Nit Mohin Satavai Bhramat Rahe Man Chain Na Avai 26

Trahi-Trahi Main Nath Pukaro Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro 27

Lai Trishul Shatrun Ko Maro Sankat Se Mohin Ana Ubaro 28

Mata Pita Bhrata Sab Hoi Sankat Men Puchhat Nahin Koi 29

Swami Ek Hai Asha Tumhari Ai Harahu Ab Sankat Bhari 30

Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin Arat jan ko peer mitaee, 31

Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari Shambhunath ab tek tumhari 32

Shankar Ho Sankat Ke Nashan Vighna Vinashan Mangal Karan 33

Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan Sharad Narad Shisha Navavain 34


Namo Namo Jai Namah Shivaya Sura Brahmadik Par Na Paya 35

Jo Yah Patha Karai Man Lai To kon Hota Hai Shambhu Sahai 36

Riniyan Jo Koi Ho Adhikari Patha Karai So Pavan Hari 37

Putra-hin Ichchha Kar Koi Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi 38

Pandit Trayodashi Ko Lavai Dhyan-Purvak Homa Karavai 39

Trayodashi Vrat Kare Hamesha Tan Nahin Take Rahe Kalesha 40

Dhupa Dipa Naivedya Charhavai Anta Vasa Shivapur Men Pavai 41

Kahai Ayodhya Asha Tumhari Jani Sakal Dukha Harahu Hamari 42

Nitya Nema kari Pratahi Patha karau Chalis 43

Tum Meri Man Kamana Purna Karahu Jagadish 44

AUM NAMO NARAYANAYA
AUM NAMA SHIVAYYA



Sriyahkkanthaya kalyana nidhaye nidhayerthinam Sri Venkata nivasaya Srinivasaya Mangalam.

Salutations to You, Srinivasa. You reside in Thiruvenkata, all prosperity, auspiciousness, reside in You.  Your darsana is a festivity and you grant desires.

AUM NAMO NARAYANAYA
AUM NAMA SHIVAYYA

No comments:

Post a Comment